ACHA/NAIK RISHTA MILNE KA AMAL IN URDU

Acha/Naik Rishta Milne Ka Amal In Urdu ,” Agar koi larki shadi ke qabil ho aur koi munasib rishta na ata ho ya shadi main rukawat ho tou 21 baar rozana Surah Taha parhay. Behtar yehi hai ke fajar ki salat ke baad parhay aur 11 baar hi shuru main aur ikhtitam par Durood Ibrahimi parhay.

Larki Ki Shadi Main Rukawat:

Agar kisi larki ki shadi main rukawat ho ya kisi maloom ya na maloom wajah se kahin shadi na hoti ho tou woh Surah Al-Mumtahinah (Surat no 60) rozana 5 baar wazu kar ke parhay.

Jald Rishte Ke Liye:

Agar Fori Toor Par Naik Rishte Ki Khawahish Ho Toh Larki Khud Baad Namaz-E-Isha

11 Hazar Baar 11 Din Tak is Tarah Parhain Ke Jumairat Se Start Kar Ke Itwar Ko Khatam Kara.